Dreams And Barriers
On The Shore
Dipicting Wave Lenghts
Thru The Core
Imagination And It's Appeal
With Ample Maple Syrup To Seal
Dwanglings And Ironical Erotics
Make The Clock Tick Tick
Embarace Into A Deep Tied Tone
Where Clowns Are The Master
And The Circus Is Thier Throne
Different Faces
Smallest Paces
Imagination Kisses
Thru the Cheekbone
Let's Just Shout About
Random Stuff
And Pretend To Know None
For Its a Fantasy To Be Redone ..
Sunday, 23 August 2015
Thursday, 13 August 2015
Shaks Main Chupa Hai
Yeh Kaunas Nasha Hai
Khamoshi Hai Phir Bhi
Kitna Keh Diya Hai
Roshan Jaise
Diwaali
Par Phir Bhi
Lage Amavasya
Taare Jagmagate Hai
Par Bhi Nazar Nahi Aate Hai
Shaandaar Pal Hai Yahi
Par Phir Bhi Kyu Lage Bekaar
Yeh Kaunsi Asmanjish Hai
Ki Kehena Chahoon Phir
Bhi Na Keh Paaon
Yeh Pyaar Hai Yah Hai Koi
Aur Ahasaas Ki Samaj Nahi
Aaraha Par Phir Bhi
Dil Batameez Ho Jaa Raha
Yeh Ishq Nahi
Yeh Pyaar Nahi
Yeh Kya Ho Raha
Par Jo Bhi Horaha Hai
Kuch Toh Khaas Hi Hai
Yeh Toh Ibadat Hai .....
Subscribe to:
Posts (Atom)